Woh ashhab jo kasrate jma ke ba as dard sans kamar ki kamjori fefdo me rukao halka halka bukhar mehsoos kare unke liye mundarja jel nuskha bahut hi kar amad hai jo kamjari ko tamam alamat door karke sehat wa tandurusti ka ba _as banta hai aur quwwat mardani ki salahiyato aur jinsi quwwat me bhi ijafa kar deta hai
alk rumi char(4) masa
mustagi chhe(6) masa
jadwar aath(8) masa
jaafran do(2) masa
jawetri sola(16) masa
marwareed chhe(6) masa
ye khayal rakhye ki ye sari dawayaat bilkull khalis ho har ek aledah aledah bareek karke ark gulab me hal karke habub tayyar kare aur uski golya bana le rojana teen goli khaye