Header AD

Saturday, December 17, 2016

irfankhan

budhape ki kamjori kaise door kare aur mardana taqat badhaye


aise mard jo jawani ki umar se gujar kar darmiyani umr me pahuch te hain to unko kuch jiyada taqat ki jarurat mehsoos hoti hai qoyki unkw under kudrati tawanai kam hone lagti hai unke liye hamara mundarja jel nushkha bahut mufed hai aur niyamat geer mutarkba hai

                           nushkha

salina balchhad,    laichi,  dra( the_ra)chini, kulschan,  long,    nagarloth,  soth, jafran,  pipal kuth

                              har ek teen(3)  tola

wood balsan,  asaroon,  hab aalas,  kasub al jira,  moru ke beth,  mustagi,

                  har ek teen(3) tola


in sab dawao ke brabar kand safed le
le untamam ko dugne sahed ke wajun me hal(gholna milana)  karke jawarash tayyar karle aur dono waqt 6, 6 mashe khane ke baad khaye

yeh jwarash  budhape ki waja se jism me paida shuda kamjoryo ka safaya  kar  deti hai ye chalish bars(40 years) aur uske upar ke mardo aurto ke liye eksa mufeed hai  isse kasrate peshab kam ho jati hai balgam khansi mukammal tor par khatm ho jati hai  ye musfa khoon bhi hai aur kuwwate bah me khoob ijafa karti hai

irfankhan

About irfankhan -

hello friends me mumbai se hu mera naam to aap jante hi hain and me aap ko aise nushkhe aur jankari share kar raha hu jisse aap ki sex life bahut behtareen aur karger ho jayegi khair dua me yaad rakhye ga

Subscribe to this Blog via Email :